WAZIFA TO PREVENT MISCARRIAGE SAFE PREGNANCY

Wazifa to Prevent Miscarriage Safe Pregnancy ,” Aesi khwatin ke liye hai hamal ke masail ka shikar hain.Jisa ki ham sab jante hai Miscarriage ek bahut aam sa masla hai jis main hamal jaya hota hai.

Maa banna ek aurat ki zindgi ka sab se haseen samay hota hai. Har aurat ki khwaish hoti hai ke vo shadi ke bad jald se jald maa ban jaye. Ek nayi jingdi ko janam dena bahut hi khusi wala lamha hota hai.

Lekin jaha ye bahut khushi ki bat hoti hai vaha hi ye apne sath kuch problem bhi lata hai. Jin ka khayal rakhna bahut jarori hota hai lekin some times sab kuch thik hone ke bawjud miscarriage ho jata hai. Agar aap ke sath aisa ho chuka hai to next time bahut jyada ehtiyat ki jarorat hai, is ke sath sath ye wazifa to Prevent Miscarriage Safe Pregnancy bhi kare.

Wazifa to Prevent Miscarriage Safe Pregnancy

Is taweez ko print kar ke taweez bana kar jume rat wale din hamla aurat gale me pehan le.

Note :-

Mohtaram viewers Aksar ye hota he k wazifa amaliyat Me kamyabi nahi milti   Wazaif or Amaliyat parhne  me kuchh zaruri baton ka khayal zarur rakhe is se  aap k amal or wazaif me jald hi kamyabi milegi inshaallah
1)Sab se pehle Namazo ki pabandi zarur kare is se behad faida hasil hoga or is se bara koi wazifa yaa is se behtar koi bhi amal meri nazar se nahi guzra
2)jis Aayate qurani ya allah k naam ya ki kisi or arbi ka wird diya ho use sahi talaffuz k saath parhe
3)Wuzu k saath parhe to behtar he.
4)jis amal ya wazaif ko jitni martaba diya gaya utni martaba hi parhe kam zyada na hone paya.
5)Agar kisi waqt ko muqarrar kiya he to usi waqt me parhe.

6)amaliyat ow wazaif ka istamal jaaiz kaam k liye hi kare warna nuqsaan bhi ho sakta he.

Leave a comment