Shohar Aur Biwi Me Mohabbat Paida Karne Ki Dua

Shohar Aur Biwi Me Mohabbat Paida Karne Ki Dua ,” As-Salamu Alaykum Dosto, Ek Achi Khushaal Zindgi Bitane Ke Liye Shohar Aur Biwi Me Mohabbat Ka Hona Bhut Jaruri Hota Hai, Shohar Aur Biwi Ko Chahiye Ki Wo Ek Dusre Ki Ijjat Kare, Pyar Kare, Ek Dusre Ka Kehna Maane Aur Ek Dusre Ki Baat Sune. Lekin Shadi Ke Kuch Waqt Gujar Jaane Ke Baad Kuch Duriya Aa Jati Hai Ya Kisi Wajah Se Shohar Aur Biwi Me Ladai Jagda Ya Baat Baat Par Narazgi Rahti Hai Aur Kabhi Kabhi Baat Talaq Tak Bhi Pahunch Jati Hai , Aise Waqt Ke Liye Aapko Shohar Biwi Me Mohabbat Ki Dua Ya Wazifa Parhen Ki Zaroorat Hai, Yeh Wazifa Bhut Hi Mujarib Aur Kamyaab Hai Is Wazifa Ke Zariye Aap Apne Shohar Ya Biwi Ke Dil Me Apni Mohabbat Wapis Paa Sakty Hai.

Wazifa Yeh Hai – 

Agar Aap Shohar Aur Biwi Ki Mohabbat Me Barkat Lane Wali Dua Pana Chahte Hai To Miya Biwi Me Pyar Ki Dua Niche Likhi Hai:

  • Taza Wazu Karle.
  • Sabse Pehle Durood Shareef Padhe 11 Martaba.
  • Fir “Ya Wadoodo” Padhe 20 Martaba.
  • Fir Aakhir Mein Durood Shareef Phir Se Padhe 11 Martaba.
  • Padhne Ke Baad Kisi Meethi Cheez Pe Usko Dum Karde.
  • Phirr Allah (Swt) Se Dono Hath Jod Ke Puri Shiddat Aur Imandari Se Apne Rishte Aur Shadi K Liye Dua Kare.
  • Ye Wazifa Aapko Lagatar 5 Dino Tak Karna Hai.
  • Insha Allah, Apko Fark Khud Ba Khud Hi Mehsoos Hoga.

Note – Agar Apke Dil o Dimag Mein Wazifa Ko Leke Koi Bhi Sawal Hai Toh Beshak Aap Molvi Ji Se Baat Kare Aur Iske Baare Mein Puri Jankari Le. Wo Apki Puri Madad Karenge Aur Apko Sahi Raye Denge.

Apne Shohar Se Talaq Lene Ka Wazifa

Shohar Se Talaq Lene Ka Wazifa ,” Talaq (طلاق) is an Arabic word meaning “to release” or “to divorce”. Under the Muslim law, talak means “to untie the matrimonial knot by articulating a word denoting divorce.”

If a husband utters the word on his wife, the two of them would automatically be divorced and the wife would be in a state of iddah (عدت). If, during iddah, the parties wish to reconcile, the divorce may be revoked without their having to go through the process of nikah. Allah says:

“Take them back on equitable terms or part with them on equitable terms.”
Quran – 65:2

Quran 65-2.png

پھر جب وہ اپنی میعاد (یعنی انقضائے عدت) کے قریب پہنچ جائیں تو یا تو ان کو اچھی طرح (زوجیت میں) رہنے دو یا اچھی طرح سے علیحدہ کردو اور اپنے میں سے دو منصف مردوں کو گواہ کرلو اور (گواہ ہو!) خدا کے لئے درست گواہی دینا۔ ان باتوں سے اس شخص کو نصیحت کی جاتی ہے جو خدا پر اور روز آخرت پر ایمان رکھتا ہے۔ اور جو کوئی خدا سے ڈرے گا وہ اس کے لئے (رنج ومحن سے) مخلصی (کی صورت) پیدا کرے گا

So when they have reached their prescribed time, then retain them with kindness or separate them with kindness, and call to witness two men of justice from among you, and give upright testimony for Allah. With that is admonished he who believes in Allah and the latter day; and whoever is careful of (his duty to) Allah, He will make for him an outlet.