PROTECTION WAZIFA TO SAVE PREGNANCY

Protection Wazifa to Save Pregnancy ,” If a woman has regular miscarriages then she should recite Ya Khaliqu 7000 times after isha salat with before and after 11 times attached darood, then blow on water and drink it, and also dip some cotton in it do this 7 days then make a tweez of that cotton and wear in neck, and when has baby then wear that taweez in baby neck. show less
Urdu:
Ager hamal na tukta ho aur bar bar gir jata ho:
Wo aurat khud ya husband ya koi bhi shaks 7 din tak daily 7000 bar Ya Khaliqu parhen isha ki namaz k baad awal o akhir 11 bar atatched darood sharif parhen, aur daily pani per dam ker k pani pi len, aur thori si roi usi pani men gili ker liya karen daily phir us ka taweez bana ker galey men pahen len, in shaa Allah ulad hogi jab bacha ho tu wo taweez us k galey men pehna den in shaa Allah lambi umer paye ga.

WAZIFA TO PREVENT MISCARRIAGE SAFE PREGNANCY

Wazifa to Prevent Miscarriage Safe Pregnancy ,” Aesi khwatin ke liye hai hamal ke masail ka shikar hain.Jisa ki ham sab jante hai Miscarriage ek bahut aam sa masla hai jis main hamal jaya hota hai.

Maa banna ek aurat ki zindgi ka sab se haseen samay hota hai. Har aurat ki khwaish hoti hai ke vo shadi ke bad jald se jald maa ban jaye. Ek nayi jingdi ko janam dena bahut hi khusi wala lamha hota hai.

Lekin jaha ye bahut khushi ki bat hoti hai vaha hi ye apne sath kuch problem bhi lata hai. Jin ka khayal rakhna bahut jarori hota hai lekin some times sab kuch thik hone ke bawjud miscarriage ho jata hai. Agar aap ke sath aisa ho chuka hai to next time bahut jyada ehtiyat ki jarorat hai, is ke sath sath ye wazifa to Prevent Miscarriage Safe Pregnancy bhi kare.

Wazifa to Prevent Miscarriage Safe Pregnancy

Is taweez ko print kar ke taweez bana kar jume rat wale din hamla aurat gale me pehan le.

Note :-

Mohtaram viewers Aksar ye hota he k wazifa amaliyat Me kamyabi nahi milti   Wazaif or Amaliyat parhne  me kuchh zaruri baton ka khayal zarur rakhe is se  aap k amal or wazaif me jald hi kamyabi milegi inshaallah
1)Sab se pehle Namazo ki pabandi zarur kare is se behad faida hasil hoga or is se bara koi wazifa yaa is se behtar koi bhi amal meri nazar se nahi guzra
2)jis Aayate qurani ya allah k naam ya ki kisi or arbi ka wird diya ho use sahi talaffuz k saath parhe
3)Wuzu k saath parhe to behtar he.
4)jis amal ya wazaif ko jitni martaba diya gaya utni martaba hi parhe kam zyada na hone paya.
5)Agar kisi waqt ko muqarrar kiya he to usi waqt me parhe.

6)amaliyat ow wazaif ka istamal jaaiz kaam k liye hi kare warna nuqsaan bhi ho sakta he.